Terms & Conditions
Last Updated: November 2026
Is website ka upyog karne aur kisi bhi lottery draw mein hissa lene se pehle kripya neeche diye gaye niyam dhyan se padh lein:
1. Age Restriction (18+ Only)
Sirf 18 saal ya usse zyada umr ke vyakti hi ticket khareed sakte hain. Naabalig (under 18) logon ka hissa lena sakht mana hai.
2. Ticket Booking & Confirmation
- Website par "Available" dikhne wali ticket tabhi confirm mani jayegi jab official WhatsApp par payment verify ho kar aapko confirmation mil jaye.
- Ek baar ticket book aur confirm hone ke baad cancel ya refund nahi ki jayegi.
3. Live Draw & Results
Sabhi draw results hamare official Live Draw page par declare kiye jate hain. Management ka faisla antim aur sarvamanye hoga.
4. Financial Risk Disclaimer
Lottery khelna aarthik jokhim ke adheen hai. Kripya apni zimmedari aur samajh se khelein. Kisi bhi tarah ke nuksan ke liye portal zimmedar nahi hoga.